since the childhood, our ANTAR CHETANA has been warning to us but it is because of our senses with mouth open towards wordly attractions, we fail to know our ANTAR CHETANA and fail to have grip upon it. we disorder our ACHETAN MUN and on account of this, we happen to create problems for us aswell as for family and society . ARVIND GHOSE has said, "OUR SOUL IS OUR FREEDOM." aaj mahashivratri par main khana chahunga -hum shiv ji se yeh seekh len -hume apani CHETANA aur VIVEK ke bus me rahana chahiye na ki mun par KAM ko baithha len. GAUTAM BUDDH ne kaha hai ki-DUKH KA KARAN TRASHANA{KAM}hai.hame duniya me rah kar bhi duniya ko man nahi lagana chahiye.us madhumakhi ki tarah rahana chahiye jo shahad ka bhog to karati hai lekin shahad ke baratan me chipak jeevan ka nash nahi karati hai.....JAI. HO....OM...AAMEEN!
12 FEBRUARY:SHIKSHA KE SROT -1
12february1809 ko linkan ne janm liya. vo kya the!aur jeevan me kitana sangharsh kiya 1esase hum anjan nahi hai . unhone das pratha ko samapt kiya. swet ho kar bhi asweton ke liye ummid jagayi aur america ke rastpati bane. main kahata hoon hume MAHAPURUSHON SE NIRANTAR SHIKSHA LENI CHAHIYE.
nayi pidee ki banati dasha -disha chintaniy hai. adhik anko ki prapti ki hodh, bhautik bhogvadi andh daud ,kitabon se hatati ruchi, aadi se samaj me hi nahi prakrati me bhi anek vikar aa gaye hai. sabhi samasyaon ki jad hamara mun hi hai .man ko prashikshit karane ke art [kalaa] se hum anjan hai. VAIDIK KAAL me hum parivar aur samaj se sirf sneh, madhur sambandh banana hi sikhate the.school [aasram] me sarbhaumik gyan hi prapt karate thr aur parivar tatha samaj ke sankirn koopmandook gyan se anjan rahate the .LINKAN ko smaran karate huye main aaj kahata hoon -hame har halat me VIVEK aur DHARM tatha PARISRAM karna nahi chhodana chahiy...JAI HO..OM..AAMEEN.
No comments:
Post a Comment